Bayan in Jamia Rashidia Bangladesh |Mufti Tariq Masood Speeches ????
0:00 Intro
1:01 Mtm’s Salam to Audience
1:12 Khutba, Qur’ani Aayat, Hadis
1:36 Mtm’s Wish to Meet Mufti Shaheedullah sb Came True in 1st Visit ????????
2:18 Mufti sb : The One n Only Student in Madrasa ( pioneers)
2:50 Mufti Shaheedullah sb Ka Ta’aruf Aor Mufti sb Se 27 Saal Baad Mulaqat
4:25 About Mufti Shaheedullah sb Madrasa
( Mufti Rasheed Ahmed sb ra ka Sadqa e Jaria)
6:15 Madrasa Students ki 08 Yrs Mehnat ka Phal
8:20 Mufti Rasheed Ahmed sb ra Saying
9:04 Deen k Khadim ki Dua ❤️
9:20 Mufti sb ka Waqia Umrah K Dauran jab Aik Bazurg ny Apni 20 Sala Khidmat K Waqiaat Sunaye !
13:16 Deen ki Khidmat ka Jazba
14:01 Aik Shakhs jo Porn Vids ki CDs Baich Raha tha
14:51 Himmat, Quwwat, Aafiyat, Akhlas K Sath Deen ka Kaam Krna + Jazba
16:24 Advice for Madaris Students
18:01 Mufti Rasheed Ahmed sb ra Saying About Madrasa Students
18:15 Ulama ki Qeemat Kiya Hai?
19:26 Madaris Students ko Mufti sb ki Naseehatain
1: Mehnat Se Studies
2: Sabaq ki Takrar Krna
3: Ustaz K Parrhany Se Pehly Khud Study Krna
4: Arabic mn Maharat
23:59 Naam Nehad Muhaqqiqon Ki Asliyat
24:57 Africa Madaris Quality n Today’s So Called Mujtahid
26:08 Ikhtalafi Masail ka Hal
27:05 Best Steps of Studies
27:43 Sabaq ki Takrar Krna Vs Likh Likh Kr Ilm Hasil Krna
29:38 Social Media Drawbacks for Students
29:54 Talib Ilmo K Liye Gunahon Se Bachna Lazim
( Jazbat se Mutaser ho kr Fatwa Change Krna )
33:49 Lesson ki Summary Apni Zuban mn Likhna
34:29 Firqa Variyat ka Khatma Kaisy Hoga ?
36:43 Nabi ﷺ Ka Farman
37:13 Sirf Aik Fiqah Se Jurrna
37:53 Nabi ﷺ Aor Sahaba ra Ko Follow Krain , Char Fiqah Ko Kiyu ? Ka Jawab
40:17 Fiqah Hanfi Pr Aetraz Krny Walon ko Jawab
41:02 Mufti sb ki Naseehat
42:07 Ilm e Fatwa K Mahir Aor Aajky Be Lagam Scholars
43:07 Fiqah Hanfi ki Khoobiyan
43:39 Ulama e Deobnd ki Khoobiyan ( Hmary kisi Akabir ki Qabar Pakki Nhi)
44:41 Imam Bukhari ra K Sheher mn Raaij Fiqah
45:15 Wajib ul Chamat Log Jo Mujtahid Ban Kr Gumrahi Phailaty hn
45:52 Jamhoor Se Hatny Waly Ka Anjam
46:57 Dua + 04 Shadiyon ka Tarrka
Recent Comments